#AbhinaySir #SSCMisManagement #sscprotest #SSCReforms

Sarkar ki Priority list Mein nhi hai Government Job ? | Abhinay sir SSC Protest 2025 Cancellations

#abhinaySharma #sscmissmanagment #sscReforms2025 #SSCVendorFailure #sscpaperleak #neetumam #sanjeevsiriti

सरकार की प्रायोरिटी नहीं है सरकारी नौकरी आज के दौर में। इस वजह से यह इतने सारे विवाद आने लगे हैं लगातार। हर यह देश के युवा की मजबूरी का फायदा उठा रहे हैं। बात सिर्फ इतनी सी है। तो आप ये कह रहे हो कुल मिलाकर सब चौपट कर दिया गया। बिल्कुल चौपट कर दिया गया। एकदम सारी चीजें चौपट हो गई। आप मुझे बताइए अगर इतना कुछ है। आज आप आवाज उठा रहे हैं। देश का नेशनल मीडिया आवाज उठा रहा है। क्या प्रधानमंत्री जी की तरफ से एक ट्वीट इस पे नहीं आ सकता था? आप लोग हैप्पी बर्थडे हैप्पी बर्थडे खेल लेते हैं। आपको यह याद आ जाता है कि आज राजनाथ सिंह का जन्मदिन है। विश कर देता हूं। राजनाथ सिंह को यह याद आ जाता है कि जी मोदी जी ने विश किया है उनको थैंक यू लिखना है और यह बताना है देश आपके नेतृत्व में बहुत आगे जा रहा है। यह लोगों की अपनी एक दुनिया हो गई है जिसमें इनको लगता है कि देश बहुत आगे जा रहा है। इनको देश की जनता या उनके मुद्दों से कोई फर्क नहीं पड़ता है। आप देखिए मोदी जी का एक बयान जिसमें वो कह रहे हैं कि आज से 10 साल पहले जो महंगाई की दर थी और जो आज महंगाई की दर है वो बहुत कम हो गई है। कल को यह भी कह देंगे कि बेरोजगारी जो 45 साल में हम लोग चिल्ला रहे हैं उच्चतम स्तर पे है। यह कहेंगे सबको रोजगार मिल रहा है। क्योंकि जो Zomato में लड़का डिलीवरी बॉय का काम कर रहा है। 16000 कमा रहा है इनके लिए वो

48 Comments

  1. Kindly call Madhya pradesh CM and ask development question like education, job and etc, harsh question like this must needed podcast

  2. Phle ende pucho rojgar ka matlb kya hai …sirf sarkari naukri ya aur bhi kuch .aur kya koi ye btaega ki kitni sarkari naukari ki seats khali hai aur kya sari seats bhr di jai to sabhi kush ho jaenge .aur berojgari khatm ho jaigi.berojgari ek alag type ki samasya hai jisko koi kbhi puri trah se khatm nahi kr sakta hai.

  3. 30 saal ka admi bhi nikama hai desh me konse bache 23 24 saal average men and women SSC kese exam dete hai or inse milte julte exams with 0 skills in life bus free bethne ki chul hai ye bhi apni dukaan chalate hai kal ko ssc me interest kam hogya logon me to inka bazar thap hai
    Ye baachon ko ye kyun nahi samjhate k maxi 3 saal try karo nahi hua to chodh kar apna koi aur kam dhundo
    Bureaucrats banna isliye hai taki extra income ho sake aur in men and women ke chakkar me system bhi develop na ho ye inke according development hogayi public sector ka kuch share private sector ko sell kar ya private ko management department dedo to inko chubta because private wale mehnat karvayenge but humko to free bethna hai 😅😅 ye teacher khud bureaucrats ko extra income par bolte hai vese vo logon attract karne ka tarika Hai

  4. Mujhe bas ek sawal ka jawab chahiye? Kya hum indians inta murk hain ki ek 4th fail ko vote deke PM banaya hai…..chai waala feku PM hai tadipaar HM hai….kya desh hai humara…

  5. Ya aadami modi je se itna nafarat krta hai directly isko congress me koi matri pad offer hua h kya ?😅 , agar sarkar banti hai to

  6. Sarkari naukari hi kyo bhaii….coaching padhane kyo nhi bol rahe ho…..lakho logo me hazar ko hi naukari milna ….mahol bs banaya jata h sarkari naukari ka….isme sb apna fayda ko dekhte h😂😂😂

  7. Sarkari naukari hi kyo bhaii….coaching padhane kyo nhi bol rahe ho…..lakho logo me hazar ko hi naukari milna ….mahol bs banaya jata h sarkari naukari ka….isme sb apna fayda ko dekhte h😂😂😂

  8. Arey modi aur unki bjp team ko chai bhejne ko bolo desh chala na unki bus ki baat nai …..12 saal unemployment ka issue katam nai horah hai scam per scam kare ja rahare hai …..get out bjp forever'…..

  9. Sarkar sarkari job khatm krna chahti h inko nhi pta ek greeb ka bacha mehnat krke pa jayega to uski situation shi ho jayegi waise bhi sarkari job wale ko salary kya ye apne jeb se de rhe h ye to hmara hi paisa h ye sarkar janta ki nhi apna bhala chahti h

  10. Aur to aur bahut jagah mein iska faida a66e se utha raha hai, job dene ke naam pe logon se paisa le rahe hain.

    Mumbai, Thane railway station k bahar ek building hai Ganesh Tawar usi building k 3rd floor pe saaloon se a scam chal raha hai.

  11. Bakloli itna karte hai ye log.. sabse pehle sarkari naukari karne walo ko imandari sikhao.. uske bare me bhi baat karlo ki sarkari karmchari itne harami kyo ho jate hai naukari lagne ke baad.. ek clerk, patwari, JE, SHO, SDM, IAS, IPS officers kitna ghapla karte hai ye batane ki koi jarurat hai?? Uske bare me bhi puchlo jara in mahoday ji se.. sarkari naukari ya jabtak rahegi aam admi pareshan hota rahega.. sarkari teacher apni hi bache ko sarkari schools me nhi bhejta.. ab log kahege ki sarkari schools ko halat bahut kharab hai isliye.. jab tumhe pata hai ki halat kharab hai to tum sarkari naukari leke us halat ko or kharab kyo kar rahe ho.. delhi me schools ki halat achi hai lekin vaha bhi sarkari teacher apne bacho ko private schools me bhejta hai..
    Sarkari bank me jaake jitna pareshan sarkari karmchari karte hai utna kisise bhi puch lena hdfc aur icici ya koi or private bank wale nhi karte..
    BSNL ka broadband connection lagane walo se puchna ki mahine me kitne baar internet chala jata tha aur kitne baar shikayat darj krane ke baad bhi line thik nhi hoti thi.. akhirkar fir paise deke lineman thik karta tha.. jab aise karoge to BSNL dubna hi tha.. aj rote hai BSNL wale ki sarkar kharcha nhi kar rahi hai.. kyo kare kharcha.. imandari se kaam karte to aj log private connection lagate hi nhi.. achi services dete to aj jio ya airtel ya koi or private connection lagata hi nhi koi.. vaha ekbaar issue agya to turant uspe karwahi karte hai aur usko fix bhi karte hai.. sarkari kaam ki tarah nhi ki chakkar pe chakkar lage ja rha hai aur kaam tab hota hai jab paise khilate hai..
    Court me chale jayo vaha bhi yahi haal hai.. marriage certificate me bhi jabtak paisa doge nhi vo kaam karege nhi..
    Patwari bina paisa liye kuch karke deta nhi hai..

    Police walo ke bare me sabko pata hai ki vo batmamij kitne hote hai.. upar mare huye insan ki family se bhi paisa khane ka sochte hai.. insaniyat tak bech rakhi hai sarkari naukari karne walo ne..

    Mujhe to lagta hai desh tarakki hi tabhi kar payega jab sarkari jobs bilkul khatm ho jayegi.. sabkuch private kardo.. sab sahi ho jayega desh me..

  12. Member of parliaments ne apni salary 30K se ab sidha 1,30000 monthly kardi with retrospective effect. Toh sab accha hai ki inke liye

  13. Buddo ko ministers ka post milega toh aisa hi hona hai….woh soch rahe honge ….ghum lu…videsh yatra kar lu….mazze kar lu….desh ka kya hai

Write A Comment